Re: Kahan hoo yaroo....
Dushwari .... Amal sab bohat acha lekhtay hain... un kay janay ka aab dukh nahi aab gusa ata hai koyoon ka un ko ahsas hoo giya ka un ke poetry hamari kamzoori ban gayee hai tu un main groor aa giya... Amal jee agar aap ya phar rahay hain to sorry ya maree baat hai aur main har baad Dilsay karta hoon...