Kahan ho meray dostoo???

Re: Kahan ho meray dostoo???

Kuch tou Khuda ka Khauf karoo larkii… jhoot itna bolo jo hazam ho sakay…

Jis din main nay tumhain phone kiya tha uss dinn aap nay Kambal say munh nikal Kar poocha tha… Hello, kaun? Main soo rahi hoon… :bailan:

Tum sey heh bhi taufeeq nahi huwi kay doosray din kum az kum shukriya ka sms ya pm hi kar daiteen… Me naraz with you… :naraz:

:smokin: