Re: - kabhi tu ne khud bhi socha -
Kabhi tu ne khud bhi socha k ye pyaas hai to kyon hai
tujhay paa k bhi mera dil jo udaas hai to kyon hai
mujhay kyon azeez tar hai ye dhuaan dhuaan sa mosam ye hawa-e-shaam-e-hijran mujhay raas hai to kyon hai
Buhat khoob:-)