yaaraa fir baat niklay gee tau dooor talak jaaye gee
hum bhee aik gaanaa dedicate kar daitaY haiN.. hmming song hai… gungunaaiye gaa tau lutf rahai gaa… kiyaa samjhay?
Arz kiyaa hai
AndhaY dekh rahai haiN
behraY sunn rahai haiN
GooNgay bol rahai haiN
TunTay likh rahai haiN
aur miyaaN jee
LaNgRay bhaag rahai haiN ![]()