kabhi nahi

Re: kabhi nahi

kia faaida aisi yaadoon ka, ju bhool na paaein gey
waqt abhi bhi hai bohat, kuch mazaa tu hum lay jaaein gey
baimaan tu tum hamesha say hi ho aur raho gey
channel 9 ko chorRo, hum apna television banaaein gey :wink: