Re: Kabhi main sochta hoon
Furqan Sahab,
haan main ek khubsoorat Jawan mard hoon our mujhey khilti hoi kalyaan our larkeyan pasand hain. Aap jawab ghalat howa, Mujhey afsoos hai ke aap Super asia washing machine ke is qualifying round main agey nahi barh sakey
Magar Super Asia baney waloon ne apkey leye ye phool our tuhfey bhejain hain, yeh apkey saath jaingey
Taliyaaaan ![]()