kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai...

Re: kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai…

mein apni qasam ko Dil-Jalio k us thread k liay kio waste karu :smiley:

aaj shaid time mil jai, agar na mila to kal zaroor jao ga aor daikhu ga kis kis ki saas nay pichlay eik maheenay mein us ka jeena haraam kia hay :smiley: