Thanks iggle and Anonima.
Yeah some ppl say that someone have kali zuban aur unki buddua par jati hai. Meri sis ki bhi buddua par jati hai.
Wo logon ko maaf naheen karti agar koi uskay saath bura karta hai to.
Aik dafa aik nain aisay hi meri bahan ko mara aur maar kar bhaag gai warna meri bahna ussi waqt usko marti. Jis nain mara tha meri bahan nain usko buddua dua yay kisi mahfil ki baat hain phir uski beti ko kuch bemari ho gai aur ilaaj say achcha naheen huwa to wo hamaray ghar maafi mangnay aai thi.