Kabhi ansuu kabhi khushbuu

Re: Kabhi ansuu kabhi khushbuu


[QUOTE]
kabhi ansuu kabhi khushbuu kabhi nagma ban ke
humse har shaam mili hai tera chehra bankar

mera kya haal hai ye aa ke kabhi dekh to le
jee raha hun tera bhula huwa waada ban kar

[/QUOTE]




Buhat acchi ghazal share ki....Jhanjharewali...thnx...!<!-- / message -->