Re: Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Banker
Yaqeen karain main nay koshish key kah iss she’r ko parh kar aagay nikal jaoon …mage kia kareen ek she’r yaad aa gya aap key yaddashat kay baray main soch kar … araz kia hay
Waqaf Hay Zahan Faqat Teray Taswar Kay Liay
Tujh Ko Bhola Hey Khan Hoon Jo Tujhay Yaad Karoon
![]()