Re: Kab Mera Nasheman Ahl E Chaman Gulshan Main Ganwara Kerte Hain
Ye nobat nahi aaay gi.............INSHA`ALLAH
ham ko maluum hai jannat ki haqiqat lakin
dil k khush rakhnay ko galib ya khayal acha hai
aap k lia aik new thread open kar k poem likhta hun parhieay mare jaan ..