Re: Kab? crying ?
Daikh Laina bachoo, saaray bachoon ko line par laga doonga, saari ammies kay khilaaf kardoonga
lalalala…
Kitna maza ayaiga na kay innay saaray bachay sab GS par rotfl
aur un ki ammain apna sar pakar kar baithi hongi…
Gullo, Munno, Pinnoo rozaana aik naya rishta dikhaya karaingay Image2 say rotfl
system
July 24, 2005, 8:15pm
22

Ata bahi bohat khaternaak iraadey hain aap kay.. bachon ko bigaar dein gey aap.. lakin mein bhi aisa nahin honay don gi.. :halo:
Re: Kab? crying ?
arrey jao jao viveli divili, main to champion hoon bachoon ko bogarnay main devil
Family kay to kia balkay pooray mohallay k bachay meray deewanay hain pipe piper
agaq yaqeen nai to shaadian karo aur khud daikh lo sab, k kaisay main bachoon ki team ko apnay jaisa banata hoon devil’s eye
system
July 24, 2005, 8:27pm
24

Ata bahi aap apney bachon ki team ko apney jaisa banana..dosron k bachon ko maaf rakhein.. nahin tou aap aagey aagey aur unn bachon k amma abba aap k peechey peechey hoon gey
Re: Kab? crying ?
Anwaar Qureshi, kay bachon kay names batoon main kia ? eviling
jaldi batao kis ko sunna hay... I need 5 votes smoking huqqa gurh gurh gurh
system
July 24, 2005, 8:29pm
26
Re: Kab? crying ?
Anwaar Qureshi, kay bachon kay names batoon main kia ? eviling
jaldi batao kis ko sunna hay… I need 5 votes smoking huqqa gurh gurh gurh
mein ne sunna hay :halo:
aur aap k bachon k naam bhi :halo:
Re: Kab? crying ?
hyy…meray to sirf 12 hi hongay na
ab bhala batao iss mehangai kay dor main sirf 12 bachoon say bhi kuch hota hay kia ?
kam say kam 70-80 to hoon na, kay wo baray hongay to khoob kama kar laingay Dollars
hay na vivo :-p
system
July 24, 2005, 8:33pm
28
Re: Kab? crying ?
70/80
LoL laalchi dada abba :halo:
p.s. mujhey bhabi se hamdardi hay bohat.. :rotato:
BRB
Re: Kab? crying ?
[email protected] hehe
haan haan karo hamdard dawa khana apni bhabhi say hi…jaisay main to hoon hi nai na mujh say koi hamdardi karta hi nai…
abb sochoo 70-80 bachoon k names kaisay rakhoonga :s numbers rakh doon ? 1 say 80 tak ?
insan
July 24, 2005, 8:59pm
30
Re: Kab? crying ?
merey shadi bhi kab hou ge
wasey ata bahi nice names and nice idea too mey aupni pasand bata doon ??? :halo:
system
July 24, 2005, 9:40pm
31
Re: Kab? crying ?
[email protected] hehe
haan haan karo hamdard dawa khana apni bhabhi say hi…jaisay main to hoon hi nai na mujh say koi hamdardi karta hi nai…
abb sochoo 70-80 bachoon k names kaisay rakhoonga :s numbers rakh doon ? 1 say 80 tak ?
hehe aap se bhi hum hamdardi kerien gey jab aap bhabi k kehney per khana pakaya kerien gey aur ghar ki safaaii kiya kerien gey :halo:
haha lol haan numbers hi sahee rahein gey.. nahin tou aap ko bhi yaad nahi rahey ga k koun chota tha aur koun bara.. lol
system
July 24, 2005, 9:42pm
32
Re: Kab? crying ?
uff yahan tou har kisi ko shadi ki jaldi hay..
Re: Kab? crying ?
Oye you are saying the same thing third time :-p (phunny thingie)
ap kay rakhnays ay kia hona, wo khud hi thread khol khol kar poochaingay kay ‘aunties and uncles please suggest this new baby name’
ap to bass ginti ginnaa 1, 2-, 3 … 12 :-p
and larki k names yeh hongay–>Garh Barh Khan ka Jaan
Samandar Khan Ka Ghar wali
Haji Batti Gul ka Janu
**Samandar Khan ka Jannay wali **
lala lalal smoking cold wind
nahi my daughters name will be
gulsanga
gulsum
Re: Kab? crying ?
I was bored in 2 weeks :D hehe How long have you been there Dani? A couple of months right?
Re: Kab? crying ?
chalo ji, baitay, baitiaan, dada dadi sab kay names set hogayaya hain…abb…
NOW…
ab apnay DOLHAY Ka names bhi rakh hi lo clown
insane ,
baita batayyay ap bhi apni pasand, daihtay hain k paida howi bhi nai :-p
Vived ,
yani k main bivi ban jaoon aur wo meri shohar ? :s
Rukhsaar bari bi ,
q kia wahan jhakk aur mkhiaan nai theen maarnay ko ? :-p
Dania
July 25, 2005, 8:40am
36
Re: Kab? crying ?
Attia chalo hum dono mil kar aisa banda dhoontay hain jo jaldi sey hum sey shaadi karlay
diyah meri pali bachi..aww kia hua kyun ro rahee ho?
**
lolz..very funny..aap kay bachon kay naam kia hongay yeh tou pahlay sochiyah..phir humaray bataiyah ga
bajai koi hal dhoondnay kay aap tou ulta mazaq ura rahay hain… **
insan**jab meri hogee tou tumharee bhi hojai gee..pahlay mera tou intezaam karo na
Re: Kab? crying ?
Dadda abba tou khud abhi kanwaray ghoom rahay hain, ap ke bachon ke tou nahi ap ki beghum ka naam mujhay pata hai
B jamalo
Dania
July 25, 2005, 9:04am
39
Re: Kab? crying ?
^
kya yeh aap nay mujh sey kaha hai ya dada Abba sey ?
system
July 25, 2005, 10:40am
40
Re: Kab? crying ?
umm haan na.. kiyon k unn k kaam aap kerein gey.. aur aap k kaam woh kerien gi.. :halo: