Kab main jaon gee wapis Toronto…? Uff main tou aa kar hi pachtai hoon, fuzool main aagayee..sahi kahtay hain loug zidd karnay sey ulta nuqsaan hota hai..aur main nay bhi zidd ki thee..pakistan aanay ki..yahan tou aisi boriyat hai kah bass kya bataoon…
aur kab hogee meri shaadi..
sab ki shaadiyaan mangniyaan ho rahee hain, ek main bachaari,
