Re: ^KAASH^
Kash Increment insaat kay taqazooN ko rakh kar milla karti :hinna:
Re: ^KAASH^
Kash Increment insaat kay taqazooN ko rakh kar milla karti :hinna:
Re: ^KAASH^
Insaaf k sath sath Qabliat b daikhi jati hay warna organizations tabah ho jati hein ![]()
Re: ^KAASH^
Qabliat bhi naheen daikhi jati :hinna: sirf TC holder aur Taras khai hoi qoum ko ziyada increment milti hay ![]()
Re: ^KAASH^
galat, mujh par aaj tak ksi nay taras kha kar increment nahi dia ![]()
Re: ^KAASH^
Tou taras walli shakal banao , bivi aur apnay 6 bachoon kay kharachay ka ronna roo to foran mill jai gi jiss tarah mairay office kay baboon ko milti hay ![]()
Re: ^KAASH^
mairay to 12 bachay hein phir b nahi milta increment ![]()
Re: ^KAASH^
ro ro boss kay agay management kay agay
apnay bachoon say phone kar wao :cobra:
Re: ^KAASH^
phir b kuch nahi hoa, sab kahtay hein ksi aisay banday ki safarish lao jo shirt na pehanta ho ![]()
Re: ^KAASH^
uss key sifarish chalti to bunyaan he nah lay laita :hinna:
Re: ^KAASH^
aap apni banyaan day do na baicharay ko ![]()
Re: ^KAASH^
mairay pass bhi naheen hay :hinna:
Re: ^KAASH^
kash sannan k pass pehn-nay k liay banyaan hoti
Re: ^KAASH^
shharam ki kami hi:mocking:
Re: ^KAASH^
sharam ki kami nahi, bai-sharmi ki ziyadti hay ![]()
Re: ^KAASH^
vo jan k esa kerat he sub ko gussa dilane ko
erna bacha ba adab hi
Re: ^KAASH^
vo jan k esa kerat he sub ko gussa dilane ko erna bacha ba adab hi
har bacha ba-adab hota hay but uncle ki stage tak pohanchnay ko koi koi hi us ba-adbi ko maintain rakh sakta hay :)
Re: ^KAASH^
kaash… it would stop raining ![]()
Re: ^KAASH^
**^
kash ye raining kbhi khatm na ho **![]()
Re: ^KAASH^
vo stupid POSE KERTA hi be adab dikhne k liay
har bacha ba-adab hota hay but uncle ki stage tak pohanchnay ko koi koi hi us ba-adbi ko maintain rakh sakta hay :)
Re: ^KAASH^
Kash me ka frnd kbhi upset na ho :hinna: