Re: ^KAASH^
yeah b eik lambi kahani hay. meri b’day 10th may ko hoti hay but metric k certificate par galti say ksi nay usay 10th Aug bana dia jo ab har official document mein chal rahi hay. is liay mein nay likha k kash mairi b’day 10th aug ko hoti (kio k mujhay ab har form fill kartay howay yaad rakhna parta hay k on papers meri b’day 10 aug hay )
Ziada batain na karo. Nadeeda woh hota hay jo biryani na khilai ![]()
Kash maira sara nadeeda pan cutefifa ko mil jai…