^KAASH^

Re: ^KAASH^

aap keh kar to daikhay. Ban kio karwana hay ham khud hi GS chor jain gay
waisay mujhay lagta hay yeah Kash siraf aap ka nahi balkay kafi logo ka mushtarka kash hay :slight_smile:

Apna Kash zaya na karo, yeah to ho kar hi rahay ga :slight_smile: MM ko ham nay rakha aor kis liay hay.

Jab MM paida hoi to Allah mian nay kaha. “Tum bari ho kar GS joine karo gee. udhar dhair saray sad smiley ho gay aor tumhara kaam un sab ko dost bana-na hay”