![]()
galat nahi k zamanaY maiN la-jawab haiN hum
jisaY samj saka na koi wo ik kitaab haiN hum..![]()
![]()
galat nahi k zamanaY maiN la-jawab haiN hum
jisaY samj saka na koi wo ik kitaab haiN hum..![]()
thanks HH..koidost...delse..GS..MM..Wg..:)
Bauhat Achay, :k:
Re: kaaNTeY be lagane lagate haiN kaliyaaN kabhi kabhi
[QUOTE]
Originally posted by Paglee: *
kuch is adaa se milate ho jaanaa'N kabhi kabhi
kaaNTeY be lagane lagate haiN kaliyaaN kabhi kabhi
jab zabt-e-Gam dil pe na jaanaa'N ko_ii rahaa
moti sajaa liye haiN sar-e-mizsh_gaaN kabhi kabhi
shaayad ke naaKhudaa ko bhi logo Khabar na thi
ruKh apanaa moR leta hai tuufaaN kabhi kabhi
dil par lagii jo choT to jii bhar ke ro liye
yuuN be kiya hai dard kaa darama;N kabhi kabhi
naadaa'N ho is qadar tumhe ye bhii Khabar nahiN
chaltaa hai masalehat se biii insaa'N kabhi kabhi
iisaar meiN vafaa meiN aqiidat meiN pyaar meiN
'Ejaz' vo lagaa hai numaayaa.N kabhi kabhi
[/QUOTE]
beautiful........