you are soo called her body guard.. aap ko os ke peeechay jana chayay tha na
destinee kis baat ki aap ko feees daity hia
ab bhugtoo… aap saath jatay to koi osay dekhta tak nahi.. ab itni ammi phone number dai kar aagaye hian " UN " ko canda ka
nesicooo mujhe pata chal gaya ke undercover ke baad aap ko itni hasi kyon aarhai hia
^--- cchoro yaar, 15'ft duur beth kar larki ko sirf dekhne say rishtay nahi ban jatay. aur na hi sirf baat chalanay say bantay hain... iimaan-e-mufassil aur mujammil parhnay kay baad hi sab kuch banta hay...
^^ welll joray to kismat say bantay hian jin main hamara koi dakhal nahi hoya yess loog jagah internet ya to sirf zarya hotay hian 2 joroan ko milanay ke liay
so v never know ke jo hamari life main aay osay ham net par, public place par ya apni hi family main say ho aur ham schuroo main inkaar ya nahi jantay ho..
so u just never know..
we can only wish u good luck
.. mere apnay neighbour main aik larki rehty thi karachi main.. bohat hi modern tyoe ki hian.. she used to work in some bank.. aik baar bank say wo bahar nikli aur kisi shopping malls main ghus gaye wahan par kisi botique main kisi ki nazar on par pari.. wo mausoof on ko follwo karte huay ghar tak aagaye.. number note kia.. one seven ko call karkay phone num lia
agnay din on ki ammi ka phone aagaya ke hamayra baitay nay is tarah aap ki baiti ko dekha aur pasand kia aap ka shaadi ka kia aiorada hai.. larki 25 saal ki thi larka 27 aur dono aik say barh kar aik.. ideal couple
now they are married since 3 yrs and suna hia ke they are having wonderfull life..
socho yar..... is tarah ki public places main milne walay loog bhi zindagi jka part ban jatay ahin :)
aur onhoan nay to baquaida aap ki ammi say poocha tha.. khair... i was just giving u n example ke aisa tak hua hia..