*Originally posted by Destinee: *
cchoti age main insaan ko usually nakamiyan hi hoti hain, ever noticed that!
:pp kay sar par haath phernae wala icon:
haan yar.. tum jaisay bohat bari hogaey ho
waisay main soch rhai haon.. khanu kay liay kisi punjaban ko dhooonda jaye. jo isay khila khila kar mota karday
my whole dadyaaal was born and raised in lahore yar.. sab mashallah say.. healthy hian.. thye arent motayy.. but healthyyy…
2 3 4 parhatay aisay hi khajatay hian
yaah punjabi kurri karne ka yeh aik faeda zaroor ho ga...!! good idea. mera khayal hai khanu saab ko lahore ka aik aur chakkar laga lena chahiye!! :D
pehlay yeh to dekho is baar walay chakar main koi asar hua kay nahi…
mausooof pata nahi kis kis tareekhii jagah pohanch gay
accha hai na, tareekhi jaghon par apnay jaisi tareekhi kurriyan hi milain gi... :D
tareekhii khuryaan yeh kia hia behen
hey did u notce aaj nesisoco nahi aayyyyy
uss nai din main aik hi lamba kaam kar diya hai .. mujhe PM.. :D ab thak gaye hon gai..
[QUOTE]
*Originally posted by proudpakistani007: *
tareekhii khuryaan
[/QUOTE]
matlab tareekhi larkiyan yara...
if u know what i mean..;)
laghta hia bohat hi bari PM bheji hia..
waisay neissoco always doo that..
when v used to write Pms.. to yeh samjahloo.. kay mahinay main aik PM nesioco karta tha.. aur os ka jawaab main aglay mahinay daity thi.. phir soch kar nesisocoooo aglay mahinay Pm karte hian ..
aur yeah he writee soooooo long Pms..
kahir… likhaa kia thaa… aur kuan sa topic par behes horhai thi..
i rmeme jab last time ham nay baat ki thi wo Islam kay oper thi… kaaafi lambi chorii behes thi.. hows about @ ur end ?
hahahahaha
sorry i didnt understand the word kurayaaaann.. sahi kaha..khud bhi qadeem zamanay ki aik izaaad laghtay hian
destineee 10,000 posts main nay yehan karnay hain
There you goooo my 10,000 posts mukamal huay
ADmad jee. aaj to allow kardain
NeSCio
October 17, 2002, 7:39am
1453
aap dono typical auntioon jaise beth kar kia rishte rishte ki baatein karti hain :halo:
ufffffff
waise mubarak ho
NeSCio
October 17, 2002, 7:49am
1454
thori ‘tension’ hai yaar aaj kal…shaam ko aane mein thori mushkil ho gi for some time…at least not that regularly
no huggies please… :nono3:
kaisi tension
devvvvv dun hide please
kia aaj kal sisters aap ko kamray main ghusnay nahi daity hian
main bemaaar haon yarrrr
naak main dard, sinus problem aankahon amind ard
destineeee hamesha bhool jaty haon.. wats ur major again?
and khanu urs??
haan major kay baray main tum kaafi baarpooch chuki ho.. aur mai bata chuki houn.. ab nahi bataoun gi.. i dont like to repeat... :p