Kaafi Arsa Ho Gaya-A Tribute to ProudPakistani007, Destinee, Nescio

nesisoco ko choro..

kyonn wo kia jadoo karhai hia.. masala kia hia tum nai nasal ki bachion kay saath

shaadi kay naam say darte kyon ho :rolleyes: :hoonh:

jadoo ka chiraagh? :ahaa:

bus yaar
marraige is a risk
better not take it....

aapko tu nuhi na choroun gi…shaadi tu ho zara aap ki phir dekhna…:hoonh:

:confused:

^ ham nesisocoo ki shaadi ki baat karahay hian aap ki nahi jo itnaaa pareshaaan horahay ho :hoonh:

sachi muchi?? nescio ki shadi hoggi?? :eek:

shadi hi hogi, koi karishma / mojza to nahin hoga jo youn ankhein khuli ki khuli reh gaye hein :hoonh:

Rab Rakha

DerVaisH

aur nahi to kiaa…

CI ko Pm kay zayaeeee shaadi ka card dainay wala icon :blush:

PS :wink:

acha ab main chaliiiiii bhaya aagaye hain lainay :wave:

^–bhayya ko thora pehle aana tha na! :smack:

nescio: agar main ne ro ro kar tub bhar diye na to yeh saara kharcha tumhari gardan par ho ga! :smash:

kynnn mujhe bhaganay ki itni jaldiii :mad:

gandan par :confused:

nai nai.. aap kehna chah rahay hongay kay mera sara kharchaa nesisocoo ki pocket par hogaa :ahaa:

right :wink:

kyon aap kay paas tub nahi hia kia :frowning:
u can borrow mine if u want :wink:

meri shaadi nahi ho rahi :smash::smiley:

qwww shalam aay shalam aay shalam aay :blush:

PP007 app.. 10, 000 post honay wali hain.. Wah bhi Wah.. :k:

Wasay… LOGON main agaaya hon.. Agar koi masla ho to Batain??? :wink:

itne maslay pending main hian yarr.. abhi to neissocoo aur khanuuu ki shaadi bhi karni hia :smack:

uff helpp karna yarrrr hamarii… :smiley:

PS :rotfl:

Aw…shadi!

fataak se chalaang mar kar parday se latak kar jhoolne wala icon :blush:

amber..inn donon ki shaadi karwa kar kiun do ladkiun keh naseeb phorney hein tumhein???:hoonh:

shabash pehley apney liey dhoondo, jub apna kaam ho ajaey phir inn keh baarey mein sochna:D:D

http://www.gupistan.com/gallery/1/romeo.gif

http://www.gupistan.com/gallery/1/romeo.gif

http://www.gupistan.com/gallery/1/romeo.gif

http://www.gupistan.com/gallery/1/romeo.gif

http://www.gupistan.com/gallery/1/romeo.gif