destineeeeeeee black mail karahay hian mujhe baba jee.. umer dekhii nahi phool dai rahay hian ;) :D
:p
achaaaa discount kardaity haon $50 to dai do ghareeeb insaaan.. is thread ko run karnay main mera bara time aur paisa laghta hia.. thori chai pani ka bandobast hi hojaye ga :p
kahin choooha to nahi khaaliaaa jo :yukh: karahya ho
Gadha
October 15, 2002, 3:10am
1343
nahin baba jee raasatay main aa gaye thay:rolleyes:
aur haan me not coming to this zaalim thread:teary3:
oye mujhay maat ghaseeto is mamlay mein verna WW3 shuru ho jaye ge mein ne nahin daikhna inssan hai yan haivan, bas taka ke laga daine hai aur fir baad ke zimadar tum khud!!!
kaki..$50 mein ne to sari umer mein $5 ki shakal tak nahin daikhi, $50 to duur ki baat hai
Rab Rakha
DerVaisH
jab raaat ko dar lagay ga naa to phir nahi kehnaa..
jo hamari thread main aata hia ham osay neend tak main security faraham karte hian
thats about it for now.. see my posts…
ghadaa geuss what aaj main nay arround 100 posts kin hian cuz when i came here look @ my posts i was on 9801
and now.. ohh ghooosh.. i need to get some rest and life @ my self..
Gadha
October 15, 2002, 3:15am
1346
karlo shuru whateve:rolleyes: main kaunsa iss dhagay main aa rahaa hoon..:halo: larrtay rehna khud hee:hoonh:
*Originally posted by ^DerVaisH^: *
oye mujhay maat ghaseeto is mamlay mein verna WW3 shuru ho jaye ge
kaki..$50 mein ne to sari umer mein $5 ki shakal tak nahin daikhi, $50 to duur ki baat hai
acha baba jeeee.. yeh lain.. baba jeee ko quami khazanay main say $1000 dainay wala icon..
aap say ham say bhi ghareeb niklay
okay budies i m leaving neend aarhai hia
cya tommrooww…
acha ziada phailnay ki nahi horahi achaa.
jaakar sooo itsa night time beta… soonay ka waqt hia aur is waqt ullo jaghtay hian
1
2
3
noow go off to bed
babaa jee aap ko sonay jainn
Gadha
October 15, 2002, 3:17am
1349
ab tau har giz nahin aaoun ga:eek:
oye meri privacy main dakhal dar maaqoolat tau main nahin karnay doonga.. hifz-e-ma taqaddum ka taqaaza hay kay main aaoun hee naa:( …
meri security karo gey, mujhay barri sharam aaye gee:blush:
na bhaie naa:nono3:
^^ baba jeeee mat bhooolain aap aik buzuq hian aur ghada aik insaaan
ghada: @ ur sharam.. u dun kwow buddyy thr are lots of hidden cameras in ur rooom
^
||
khushkhabri? lerka / lerki?
Rab Rakha
DerVaisH
Gadha
October 15, 2002, 3:22am
1354
to?..bazurg bachon ko pyar nahin kertay kia? ajeeb loag ho tuseen vi
Rab Rakha
DerVaisH
Gadha
October 15, 2002, 3:23am
1356
[QUOTE]
*Originally posted by ^DerVaisH^: *
^
||
khushkhabri? lerka / lerki? :p
[/QUOTE]
^DerVaisH^:p
hahahahhahaha
baba jee kuch ziada free hogaye hian aap apnay bachaon say
ghadaaaa aisay hi hian hum
babaa jeeeee.. ahtiaat say… aaj kay bachayy bohat taiz hian
LOL aik aur dervaishh paida hogaya
wo bhi ***** nay kia
oppss hooror moviee.. i think i better leave now… mere suhbat par bura asar parh raha hia