asal main baat aap nahi samjhe. jab aap apni awaam ko acchi tarha jante hi hain, aap kay copyrighted karnay say bhala un ko kya fark parna tha, yeh sab to wohi karain gai na jo un ka din karay use karnay ko. beshak woh aap ki hi cheez aap kay hi khilaaf ho...
:D
its a free country my dear...
[/QUOTE]
issi lye to moonh latkaya huwa hai meine! itni mushkil se socha tha aur ab mujhe hi dusri interpretations mil rahi hain:(:D
PP say??? yeh to ganjay ko kangha gift karnay wali baat ho gayi…
iss say accha hai mai zor de kar khud samajh loun ya aap aik do hints de dain… or does pp now what i dont
CONFUSED - Bdya present.. thanks dear.. abhi bday aay nahi hia… its on 25 so u know.. i m expecting some gifts from u monster - umm aap mere baray bhia ho.. yeh nahi ke mujhe is say protection dilao.. ulta mujh say mang rahay ho aap
destinee - jalti hia mere jooti.. balke jooti ko bhikoi khaas schoq nahi hai.
main nay confused say poocha hia os ki behen say nahi
so u better keeep ur mouthh shataaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaap
aur kia main nay tumhare bhains churai hia??
nesiscoo - nahi aap ko nahi keh rahi main ATA say keh rhai hoan ke aap ne bhi jony bhia ki taraf din ginnay schuroo kardiay hian.. wo sohni kukri ko miss karahay hian..