Kaafi Arsa Ho Gaya-A Tribute to ProudPakistani007, Destinee, Nescio

ahaan mila…

thanshooo:kiss:

mein ney toba akr li hai aainda ghussa nahin akrun gi:crying:

wats with that blush icon..

aap ka ahsaaan..

ab sya main aap ko half kia karoangi :blush: :kiss:

khusuuuhh

awww…now now, itna ghamgheen hone ki zaroorat bhi nahi :kiss::hug:

pp007: :blush: u mean u will only dedicate 2,5 lines to me??? waise it’s better than nothing :hoonh:

main to aap ko itni bair bari Pms ka reply bhjety thi.. aap bhool gayee :eek:

jao main nahi bolti aap sya… main bhia ap ko jawaab daity thi.. aur full length main baat karti thi..

floodingh karti thi..a ur aap ho kay sab kuch bhool gaye..

khoon safaid hogaya hia

nesisocoo.. half line main bhi insaaaan na keh kar bhi bohat kuch keh daita hia :wink:

shararti grin

ahemm :blush:

buss yeh zamaan aa gaya hai ladki…dost dost na raha…nescio nescio hi raha:p

chalo ub tum phir se PMs ka silsila shuroo akro..shayad iss ka khoon phir se laal ho jaaey;)

ooops, emergency, gotta go! but i’ll be back in 45 mins :wave::kiss:

[QUOTE]
*Originally posted by &Passionate: *

buss yeh zamaan aa gaya hai ladki...dost dost na raha...nescio nescio hi raha:p

chalo ub tum phir se PMs ka silsila shuroo akro..shayad iss ka khoon phir se laal ho jaaey;)
[/QUOTE]

mera demaagh kharaab nahi hia...

in ko PM karna start karaongi to khud ka hi uqsaaan hi ;) :D

amberrrr its been like 5-6 days i havent talk to BAY :(

:crying: u ahvent:crying:

yaar u didnt tell me the conclusion of your conversation with him. You know when u talked to him on Friday. Phir bataana.

And btw this weekend your turn to call me okay!!!

*ahem@nuksaan;)

sochoo is dil par kia kia beeti hia..
he is in washinton for some conference..

bataya to tha.. he said that wasnt him.. na chahtay huay bhi kuch loog aisay hotay hian jin par dil khud ba khud aitebaar karlaita hia..

kahir on ki das bivian hoan sanuuu kiiiiiii
but yeehh bura to lagay ga kay share nahi kia
khiair.. no everything is fine..

haww haye.. tum nay yeh hisaab rakhna schuroo kardia hia..
acha yaad diladaina :hehe:

mian bulakar hoan nayar..

aur nuqsaan.. ab kia bataon kia kia nuqsaan hojata hia nesisoco ki wajah say..

well good to know ti wasnt him..:slight_smile:

mein ney hisaaab nahin algaaya…buss tum phone nahin akrti iss liey keh rahi thi:crying:

mujhey nescio bhai se eik nuksaan hua…(he’s not listening right)

i ahd to say sorry to him and i never say sorry to anyone…he broke my record:crying:

yar. main call is liay nahi karti kyonkay main ghar main weekedn main nahi hoty..

3 weeks in a row i m sometime in NY, VA or Boston..

so isii liay yar..a ur week days main life bari busy hogaye hia.... college ki wajah sya..

kahir insahlah i will callu this weekend agar nahi kia tp PM me :D

PM nahin akrun gi…danda maarun gi ya shayad goli se urra dun:kaboom:

doesnt matter amber…we’ll talk next weeekend okay:)

^ okay :wave:

next weekened jab baat karni ho tab bhi PM kardaina :rotfl: :rotfl:

mein tum ko bohat faarigh nazar aati hun:smash:

u wanna talk tehn call me, u dont then i m not gonna PM u, i 'll just call u myself:D

^^ awww yeh ki na baaat :wink: :smiley:

isi baat ka to intizaar tha :hehe:

schukarrr.. ab paisay bach gayee :stuck_out_tongue:

amber2 tum kitni achi ho :kiss:

^mujhey pata hai mein achi hun!!!:snooty:

kanjoos makhi choos amber1:smash:

acha bas bass… pat ahia to jaib main rakho.. ghada hia to bandh kar rakhoo :smiley: :smiley:

kia karaon amber2.. mehengai ka zamana hia.. ab to Arial detergent nay bhi 7 rps per packet kardia hia.. :smack: yeh mehengai..

banda khudkhuii bhi nahi karsectaa :smiley:

mujh se baat karne ka nuksaan :eek::frowning:

^^ haaan naa.. aray. udaas nahi ho.. nuqsaaan zara positive way main hota hia devv :blush: :smiley: