Kaafi Arsa Ho Gaya-A Tribute to ProudPakistani007, Destinee, Nescio

well koi ajeeb baat bhi nahin…matbal yeh ke tum achi bhali lo…raang saaf hai…naQsh jazib hein…pur-kashish ho…ager unkon ne baat chaer bhi di to koi bura to nahin kia… :slight_smile: :k: waise bhi hussan daikhnay wali ki negahon mein hota hai..ager usko tum achi lagi ho to uske liey to achi hi ho na :slight_smile:

Rab Rakha

DerVaisH

:eek: itne lambe lamne posts,…aur woh bhi is jaise thread mein…

u disdnt answer my questiuon neissoco..
when did i ignore u :hoonh:

:crying:

^^ ab kia huaa :crying:

nesiscoo.. aaj main nay Shab meraaj ka roza rakha hia :slight_smile:

now tell me why did u felt that way

**i was talking abt ur ABOUT TO be susraal!! jo aap ka ho na saka… ab chup hi kar jao parmanently i think cuz tumhain sab kuch pata hai.. muun na khulwao… warna baat agay aa jaye gi aur promise toot jaye ga… **

mera susraal :eek: kaun sa tha… tell me yar… warna pait main dard..
aur haan if u r refeing to some one gs which u alreayd asked like 7 8 months before yar to gs main saray dost hian aur haan kuch anjanay main special ban jatay hian more than speciall liakin that doesnt mean v really wanna get married with em :frowning:

kia samjhiiiiiiiiiiiii if u have something in ur midn about me.. so tell me here or use PM… may be tumharay paas kuch ghalat info ho may be sahi… aisi batain sahi ya to pata nahi honi chayay aur agar hogaye hian to sahi say honi chayay..

khanzada khanu main bhi zinda hana ur nessicoooooo bhi..
schukar mehendi ki naubat nahi ay hia.. aur virginia gaye thi aap ke liay larki dekhnay :smiley:
kyonn ap ko schuroo to nahi horaha nikalne ka :wink: :smiley:

nesiscoo - how are u buddy :cool:

derveish haha hilarius… i ave got to meet her(destinee) in real… :wink:

exactly koi kambakht hi hai
:smiley:

jeenius kay bachay!!! :smash:
yeh do maheenay poorani post… and yahan kyoun post ki hai!!!
bachu milo na zara kahien theek karoun gi… inn sab cheezon kay liye time hai.. lekin do words ki mail nahi kar saktay!!! :mad:

haan haan uss kay ignore karne say inn ki saans nikli jaa rahi hai na… :hoonh: OYE… body guard saab.. iss maheenay ki pay cancle… :hoonh:

baba ji: pehle to mai sochne lag gayi ke aap nai kidhar mujhe dekh liya hai. lekin phir yaad aya :).
well thanks for ur words, haan baat theek hai par phir bhi, agar unho nay directly mujh say baat ki hoti to mai nai chup kar ke patlee gali say nikal jana tha, par amma ji saath thein to jawab unho nai hi day diye. khair, unn ki shakal to aisi thi ke tars aa raha tha :smiley: baaki chalain cchorain.

matto: milna hai?? mai 10 dollars bhenjti houn, ticket pakar kar aa jao :D.

tumharay saaath kia masala hia ms purple :hoonh:

aur nessicoooooooo i never ignore u acha :smash:

who is maatoo???

or u wanna say motoo :smiley:

:smack:

u didnt reply to my question sweety

Ab maza aa raha hai… *claps and does a full round of ringa-ringa roses

Ab rang jam raha hai is thread ka..aha! :hula:

hehe… :smash:
kia duya kahaya thay aap ke u will never see me on msn :hoonh:

i only come on ambreen_R now.. jahan say kuch logaoan nay hamesha ke liay delete kardia hia :teary2:

waiay aaj yehan mausam bohat hi romantic hia… guess what guesss

main nay aaj ROZA rakha hia.. kal ibadat bhi ki.. aur aaj fajr ki namaaz main for the first time while praying i was kept on crying..

main nay bohat dua mangii sab ke laiy mulk ke halaat ke liay muslims ke liay desis ke liay.. aur apnay liay … BAs dua hia mere duaon ko sun lai :slight_smile:

so wassuppp kaisa ghuzar raha hia dinnn

......hmmm.......

kuch bolo na... kia pochya hia main nay...

main itni asaani say jaan nahi hcoraongi :D

kia poocha hai aap ne.......

:smack: ab yeh bhi main bataon

i asked u.. when did i ignoree uuuuuuuuu :smash:

meine kab kaha hai ke aap ne ignore kia hai.........?????
avoid!!!

^^ passaionte ki thread main kal hi kaha hai jab main aap ke aatay hi chali gaye thi cuz bhaaya was waiting for me outside of college

achha, theek!
lekin ab kia ho raha hai :hoonh:

soch kar bataana…

tabiat tehek nahi hia yar.....

feeli like throwing up :(