[QUOTE]
*Originally posted by Destinee: *
haan to hum nai kab kaha aik haath say bajti hai!! ;)
[/QUOTE]
phir sara kasoor NeS ka kyoonnnnn??
[QUOTE]
*Originally posted by Destinee: *
haan to hum nai kab kaha aik haath say bajti hai!! ;)
[/QUOTE]
phir sara kasoor NeS ka kyoonnnnn??
ufff..........lagta hai mujhe aaj ke lye baag jaana chahye :D
hello mery paaley paaley loggonnn:wave:![]()
hehehehe nahiiiiiiiiiiiiiiiiii!!! Des mujhe mar dale gi :(
mai to sab ko maar dalti houn… even nes… :halo:
par mujh se tu boaht piyaar karti hooo..
…mujhey maarney ka soch bhi nahin sakti yehhhh…cuz i haev very very important informationnn;)
oiiiiiiiiiiiiiiiiii mere pass bhi hai ![]()
haww hayeee… dekho zara dono churailain!!! ![]()
koi baat nahi hai kisi kay paas… aisay kiya to ill blow out the information i have about you two… ![]()
hehehe…aewein hi bluffing na karooo…first of all humaari koi aesi wesi information hai hi nahin..:halo:..aur agar hai bhi tu humaarey paas hi haiii…noone knowwwwsss…![]()
what do u mean aisi waisi batain!!!
to kya meri aap kai baas aisi waisi info hai!!! yeah yeah i know… apnay bhai ko sambhalo… mai to already jaan cchor kar bethi houn!! ![]()
OYE HOOOYEE!! bhai ko sambhalnay kay tannay bhi milnay laggay hain :D
lag raha hai baat kuch agaye barh rahi hai :p chalo, we have 5 days to see wat happens :p
5 days!!! sniff sniff ![]()
matt yaad dilao naaa!!!
haii mein mar javaan..i know wat judai feels like ![]()
mai nai USS kay janay ki baat nahi ki, my papa is also leaving on 22nd .. :p
mene tu uski judai yaad karai thi :p
awwwww..where is ur papa going to??
i can i understand taht better :( I LOVE MY DADDYY!!! :D
tum kabhi os ka peecha bhi chor dia karoo ![]()
hey destoo ![]()
done with my finals they all went pretty good..
kyoon choroon?? apnay pakarna hai ?? ![]()
par papa kay janay ka itna dukh to nahi hai. aur dukh ho bhi kyoun wapis to ana hi hota hai …
he’s leaving for pakistan na!!! jhelum jayain gai.. and nescio will visit jhelum too
so.. kya khayal hai phir!! wink wink
![]()
invisible entrance comes in smiles eyes down leaves![]()
daer kis baat ki hai?? ![]()
dulhan dulha razi..tu kya karega kaazi ?? ![]()
jaldi jaldi baat pakki karoo..mujeh jhelum janay ka bohat shauk hai
btw..where in jhelum r u from??