nescio: nahin yar…abhi nahin gaya hoon…thori dair hai jaane main abhi
aashi:
..sheecret hai!
nescio: nahin yar…abhi nahin gaya hoon…thori dair hai jaane main abhi
aashi:
..sheecret hai!
i know i know i know…![]()
mujeh bhaiiiyya ki shecret ka pata hei…![]()
![]()
^–ghabra jaata hai..kuk..kaunsi sheecret bhai? hoonh:
namaz ki topi laga kar seedha bethne wala icom :halo:
^tu monday ko hi jummar parhne ja raha hai ke especially namaaz ki topi uper rakhi hai :D
Khan g…
sehecret to thei when i thought it was a secret..
(
but no worriess…ugli baar…![]()
peeps inside
anyone home!???
oh yes.... i am always home.. so how r u Des.. btw.. i like ur pictures .. they r really nice.. and u sis is soo cute :)
thanks!! :)
sis to cute ho gi hi, pakki kashmiri lagti hai moti!!
(be right back in 15 min)
motii to naa bolain.. us ko.. mujhay to moti nahin lagi.. wo to itni pyari bachi hai.. Mashallah.. :k:
![]()
![]()
stibber are here!!
to all
dest wat do u ya mean Peeps Inside ![]()
yar just woke up.. aankhaon mains till dard horah hai…it canet be any better i need some more hrs of sleep… but cant ![]()
Allah mian Pakistani tema par to kai nahi par mujhe par Rehem karnaaa Rabul azeeez ![]()
hahah, o yaar i was just “peeping” inside!! u know jhankiyan marna!! ![]()
kab ki bethi houn iss nescio ko Allah poocchay. milnae do. flat kar kay rakh doun gi!!! ![]()
aray yaar match wala channel idhar nahi aata… kya huwa match ka.. mai bhi kahoun i had to check something out on internet, but mai kuch bhool rahi houn!!!
yaar iss afridi ka to kab sae yehi kaam hai. batain boht karta hai interview main lekin ground par aa kar kaam nahi karta!!! ![]()
wat can u expect from paki team.. dun u knwo they suck big timeee
SA nay hamain all out kardia in 220 runs or something
aur phirr they thrassed us and won the game by 9 wickets..
actually v missed waseem in this game as well as Saeeed anwar in the whole tournmaent..
i m telling u yar.. without saeeed its hard to eevnt hink about WORLD CUP.. jo players last 2 matches pehlay century score kiay thay aaj ZERO par out hogayee…
yeh hamari team hia.. Waqar is the pathetic captain.. kis ko kab bhejna kuch nahi aata.. u knwo the last game na SA ko ham nay 180 ko out kardia aur hamari team jawaab main 120 nahi karsakii ![]()
yeh shaklainnnn worldcup kasiay jeetiangi ![]()
os ka to jee chahta hia ktal kardaon… itni bura khailta hia osay aik do tournment kay liay bahar kyon anhi karte.. i guess saource par hia…
warnaa rabeaaa this is not fair.. os ko chance diay jaahray hian and he doesnt even scoree half century even though its a piece ko case.. instead of sending him as a opner today v went as a 7 wicket… aur 3rd ball par hi out hogayaa ![]()
yaar saeed anwer nay kab say runs nahi banaye itnay. i havent seen him playing, its been a while lekin last kuch matches main he wasnt that good.
aur yeh afridi. interview main kehta hai he is always okay as an opener. lekin opener tha na kuch matches main, kya karnama kar liya uss nai. aik baar interview main kehta hai kae uss ka goal hai saeed anwer kay 194 runs wala record tornay ka!!
. i said pehlay dass runs to banana seekho, woh to torna baad ka kaam hai. yeh sab player shadi kay baad nakara kyoun ho jatay hain!!!
. begmon nai khil khila kar sab ko katta banaya huwa hai.!! well jo kheltay hain player unho nai khela to ha, like inzi, youhana and saleem elahi and others.
world cup main to usually we lose in quarter final, lekin izzat to rakhni paray gi iss baar. Allah khair hi karay yaar, muun say acchi baat nikaltay hain. inshallah accha hi ho ga. wasim ko janay say pehlay kuch to karna chahiye!! warna uss ka bhi koi faeda nahi ho ga.
tumhara exam tha aaj?
how did ur exams go?
accha suno, ill be back in a while. bhook ka kuch kar loun naashta nahi kiya abhi tak...
haans ure jaoooo
exam kal hia ayr.. wo bhi do do warna abhi main yehan nahi hotyyyyyyyyyyyy aadii jaan already nikal chuki hoty thi..
kahir
aik baar interview main kehta hai kae uss ka goal hai saeed anwer kay 194 runs wala record tornay ka!!
hehehe that was a good 1 destineee…
yar agar chahay to karsakta hai laikin ulllo chahta nahi hia
i mean wo sirf balla ghumana janta hia cuz wo Pathan hia na visay main bohat power mili hia(means hathoan main jaan) laikinnnn bas bagair dekhay hi balla ghumaa daita hia aur direct catch out hojata hia.. kahir aaj to 3 bals par hi ground say bahir.. os waqt ham bohat buri position par thay..
wasiay yeh kamral akmal is a new batsman 20 yrrs ka hia i guess aaj say pehlay 1 2 mathes hi khailain hian.. he gave us a great start… laikin ohh well wo out hogayaa..
aur youhanna ko oput nahi hona chayay tha destoo wo bhi run out hogaya
aur saleeem ilahi disapoint us ![]()
aur iak moqua yeh aaya tha kay i dun knwo bohat scores aur over ghuzar gay thay koi boundry nahi pariii inzi and yuhanna were taking quick singles aur agar wo tik jatay to bas 250 ka score ham singles doubles aur one boundry in each over main karliatay.. kahir
batsman bohat buri tarah pitay laikin lets worry about the next tournment whcih v gonna play Australiaaaa ![]()
and that will be last then its oworld cup ![]()
destineee u are right waseem shoudl do somehting liakin what… he isnt caption…
aray aik aur baat.. Waseem akram ki 12 wickets reh gayee hian ODI main 500 wickets lainay kay liay.. aur yeh DUnya main record hia dua karoo jaldi say wo 12 wickets lai lai kahir lai hi lai gaa.liakin jaldiiiiiiiiiiiiiiii ![]()