kia khaati ho aaj kall???..kuch pata nahin lagta aapp ke mizaaj kaaa:hoonh:..lagta hai exams ke khatam honey ki khushi mein kuch ziada hi pagal ho gayee ho…
kheirr…humarey munn par zipper tum nahin laga sakti…chaahey jo bhi kar looo…mazaak tu mazaak hota haiii…hum dobara shuru akr lein gey..kisi munaasib waqt par..;)
wakt ki munasibat ko nahi dekhna chahiye. baat kar deni chahiye. ho sakta hai jiss wakt kay liye tum intezaar kar rahi ho uss wakt tak hum qaza-e-ilaahi say wafaat pa jayain. woh kya kehtay haon angrezi main: "dont put off till tomorrow what u can do today"
chalti houn, iss ummeed kae saath kae aap ki samajh main kuch izafae ki towakko ho gi!
shaibbbb…mujh se baat karni haiiii???..btw i still dint get the ticket to fly to NJ..
Destinee jeee…kithey turrey oo tussiiii…ruk jaaooooo…assi gal akrran gey zaroor karaan geyy..par haali koi mood shood nai hai naa…tussan waqai saadi maaloomatt vich wadda izaafa keeta eeyyy…mehrbaani…apr hun ruk jaao…teh mauj mela karoo…oh ho kal una nu aanr deo naa…pher karan gey mazaak shazak…;)