[QUOTE]
*Originally posted by &Passionate: *
aur haan tumhaarey 'kaam' ke log thori der mein aaein geyy...sabar akrooo;)
[/QUOTE]
lekin abhi to aik ghanta aur half hour para hai! nayi??
[QUOTE]
*Originally posted by &Passionate: *
aur haan tumhaarey 'kaam' ke log thori der mein aaein geyy...sabar akrooo;)
[/QUOTE]
lekin abhi to aik ghanta aur half hour para hai! nayi??
haal vi theek hega te chaal vi. :k:
albatta tussi baba ji di chaal da pucch lavo..
kae laathi chaedi hae kae nayi
arey kia baat hai aapkiiii…poora poora time yaad haiii…haey eik eik minute gin gin kar guzaar rahi ho naa…awwwwww…how sweeettt…
…
fiakr na karoo…guzar jaaein ga yeh time bhiii…ubhi mein hcali class koo…n jub mein waapis aaun gi tau m sure ke den he’ll be here…![]()
![]()
Rab Rakha
DerVaisH
je tussan ne puchna aai te thik aai … lihaz ker laan ge … ![]()
jai ainay puchaya te ulta laathi te chaar te saink daian ga ainu ![]()
Rab Rakha
DerVaisH
very funny !!!
yaar such a bad luck i just posted my eid pictures… itna kuch karnae kay baad it had an error.. now ill have to do them again!!! ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Completely Incomplete: *
pp007 Des aur Nes kay chakar wala ;)
[/QUOTE]
main kuch nahi bolaongi..
moan par chup ka tala laganay wala icon :D
PS: kuch nahi yar..nesisoco sochay ga bhi to destineee say maar khayee ga :p
amberooooooooooo…munn par taala na lagaaoooo…yeh log humaara kuch nahin bigaarr sakteyyy…aur wesey bhi hum tau bhaley ka kaam kar rahey heinnnn:halo:
lo ji... tum logon ka aur koi kaam nahi hai hum dono kay baray main batain karnae kay ilawa!!!
hehehe,Destinee jee…aesa kiun nahin kehti ke u like it when we talk about u twooo…![]()
pehley bhi eik hazar dafa keh chuki hun ke mein bohat neiki ka kaam kar rahi hunnn…aakhir do logon ko kareeb laana is a neiki ka kaam…:halo:
…ub aap beech mein ziada aein baein shaaein karney ki zaroorat nahin…buss seedhi tarhan han akr dein haan…![]()
![]()
to kya tum nai meri haan nahi suni!!??? kamaal hai!!
konsi haannnnn???;eek:..kahan ki tum ne haan???![]()
aur btw kis ke liey ki tum ne haan..kahin paki waley ke liey tu nahin akr di??![]()
yeah yaarrr…i checked out your snappsss…they r lovelyyyy:kiss:
actually dono kae liye ki thi.. ![]()
…
haeyyyyy kia zamana aa gaya haaiiii…haath maling
inn ladkiun ko kia ho gaya haaaaiii…![]()
kheirr…ghor se sunooo…no haan for that paki dude..samajh aayeeee:hoonh:…only say haan for my bro…:halo:
:D... yaar dono farigh banday hi hain. waise bhi dono say koi aur to karnae wala nahi hai... tars kha kar kuch kar loun gi.. :p
oeyyyyyyyyyyyyyyyyy:eek:
donon se karooo giiiiiiiiiiiiiiiii???![]()
ub tau tum mujhey rula rahi hooo destineeeeeeee:crying:![]()
mein ne kaha na keh bhool jaao us paki waley ko…holand waley par dhihaan dooo…
:halo:
(kambakhti koi tu humarey liey bhi chor do naa:smack::-p)<<<this is a j/k part!!!![]()
![]()
mazaking mazaking kurriye… calm down!!
hmm, kya karoun. mai agar haan kar bhi doun to u still have to ask him dont u! u dont know his answer. lekin both wont say yes until their studies finish. likhwa lo meray say..!! so aik say tum poocch lo, aik say mai pucchwa loun gi! done! ![]()
haaaaw haeyyyyyyyyyy…mujhey tu apney bhai ak jawab pata haiii..inkaar kar ke tu dikhaaeyyy…haddi apssli na eik kar dii tu naam na badalna:smash:
haan tu studies ke baad hi karein gey naa…obviously studies se pehley bia karna is no good…![]()
woh jo tum doosrey se haan karao gi naa…*ahem sar par dopatta orrhing
…tu ussey meri pic na dikhaanaaa…phir wo inkaar kar dey gaaa:crying:
![]()
dafa ho!! ![]()
mai koi haan shaan nahi kar rahi abhi ![]()
i still have to find out a lot before something happens… ![]()
btw tumharay bhai nai ana kab hai?? ![]()
doctors sirf hospital ya college main hi time kay paband hotay hain, aur jaga par nahi!!