aap aise keh rahi hain jaise aap ko experience ho meri pitai karne ki ![]()
^-- chor ki darhi main jharoo.... :D
rabeea:
tum kaat-ti bhi ho? Wallah! never knew… *donon kanon ko haath lagata hai aur 2 rupay de kar wapsi ki thaanta hai dl main
Alalh reham farmaye…qayamat qareeb hai! :halo:
amber: Mashallah…mujhe khushi is baat ke hai ke chalo tum kaam se to lagin!
chahay 3 din ke laiy he..life is hectic..hehe, beta thora aur bare ho job main aao gae to poochon ga *moun par haath pherne wala icon (haath main makhi aa jaata hai…)
Godo good to hear that.
jharoo gun: Bhai jaan..yeh kaki ki baaton ko dupattay ke palloo se baandh lo (note: dupatta apna he hona chahiay..acha?) yeh khatarnaak cheez hai..theek he keh rahi ho gi…kia pata kaat he le! ![]()
Mr. Jharoo gun..ab to kaki ne bhi goal kar dia hai…score destinee 1: jharoo: 0 ![]()
yeh new match start huwa hai kia??? ke mera score back to zero hai??? ![]()
chalo last match i won 10-4 ![]()
![]()
and what makes u score 4 for me Mr. JG!!
khanu: why dont u keep ur mouth shut before u talk… ![]()
JG???
ab yeh naya naam shoroo hi gaya hai, waise meine aap 4 points is lye dye the ke kahin aap ro na lag jaaein agar aap ko 0 points dya ![]()
1 for MP
1 for BG
1 for JG
1 for …hmmmmmmmmm…let’s see…as a tip ![]()
^-- for your info jG means jharro gun!! :p
and u can give me one extra point for "FS (Fani saab)"
waisay destinee ko aik adad namon ki factory khol lene chahiay..shez good in making them up…
![]()
how can i keep my mouth shut if i am speaking…pagal..
aik lamhe ko musalmaan ko bokhla dia na tum ne…
Jharoo Gun: Bhai jaan…main to kehta hoon mil kar buraai ke khilaaf jihaad karte hain..main ne bhi is se gin gin kar badlay chukaane hain yar! ![]()
**hot bhi kehti ho aur kehti ho zubaan jal gayi… pehlay finger touch kar liya karo na…
**..
ab hot ka matlab yeh thori hia ke itni garam ho ke tongue jal jaye ![]()
**kamal hai larki… sirf do din classes aur phir bhi dimagh ghoom gya hai… socho hum jaisay jinhain har roz 6 or sometimes more hours guzarne partay hain! unn ka kya!!!
why only 2 days? part time college hai kya??
**
awww.. yes dear i m taking 10 credits..whcih make me part time..
full time was costing me arround $5000 :
its like sucking ur blood ![]()
cuz me have no job no grants no loans so abu is paying all mine n my bros univ expense ![]()
so now end up paying 3 k(which is again alot for me
)
** khanu** - main kaam say lagin… bachonn nuqsaaan aap ka hi hua..
now i will come on msn every day.. apni laaathi say zooor ka maraongi tab pata chalay ga ![]()
jharoo gun ![]()
how are u ![]()
thread main kaun sa game start horah ahia lemme know foren say bhi pehlay ![]()
^–abay jaa!
barey aa laathi se marne wale! ![]()
yes nescio..give her a brief summary in full detail! ![]()
LOL!!! Destinee: for FS…hmmmmmmm…have to think about it! itne easy points nahi milein ge ![]()
khannu: chalo! bismillah karo, mein aap ke peeche peeche hoon ![]()
pp007:
how was college!
summary??? hmmmm we’re trying to come up with names for each other and so far only destinee has found a few ![]()
hehe:
accha hai, mera hi profit hai iss main bhi ![]()
matlab kay itnay thoray saray “ehsaan” kiya hain mai nai kay unhain gina bhi ja sakta hai!! ![]()
easy points kay bachay… mujhe yeh batayain ke khud kaun si kamayi kar li hai appuN tussaN nai je tussi dass day dass le ke betho o… ![]()
yupz woh AAP kay peechay hain aur aap UN kay peechay ho… mashallah bachpan say hi “kitaar banaiye” par bara amal kiya jaa raha hai… ![]()
(note: kitaar baniye taken from the 2 class urdu book:)
exactlY!! me the jeenius!! .. ab pata chala akal bari ke PP… oops… i mean akal bari ke bhens! ![]()
^Dessy: believe me mere das hi points hain, lekin mein woh cheezein aap ko yaad nahi dilana chahta jis se meine yeh haasil kye hain :D
kitaar: haan theek socha aap ne!!! hum baari baari aap se badla lein ge, warna hum dono eik dusre se larne lagein ge ke kis ki baari hai....:D
khannu: u have the honour to start badla-lena-ing :D
:halo: kya kehte hain??? apne moonh miyaan meethoo??? ![]()
btw, im not a miyan! ![]()
^hmm phir kya ho??? waise this is a mahawra! :D