^to phir kia ungli hilaoon----> :nono3:
![]()
^to phir kia ungli hilaoon----> :nono3:
![]()
![]()
insaan aur boht kuch hila sakta hai btw… haath aur ungli ki jaga…
![]()
^sar hilaoon??? ----->:rotato:
![]()
thts better than ungli and haath hilana atleast!!
^and WHY is that? ![]()
![]()
cchaddo paran…
u don't come on msn or yahoo or so?
i do... lekin msn par batain sab bhool jati hain.. so i dont stay for long. ppl get bored and meri bezti ho jati hai :(
^anyway mein idhar beitha huwa hoon, agar aana hai to aa jaaein :) just to notify u :D
bore ho aye to?
Jhoot! Jhoot! Jhoot!..uff ramazan mein bh jhoot bolti ho..toba karo:nono:…uss din msn par kon pattar pattar boley jaa raha tha…mein tau buss haan mein haan mila rahi thi achey masoom bachon ki tarhan…aap aur na bolein…woh bhi msn par…wo din ubhi nahin aaey ji…![]()
runs
hmmmm…at least i’m innocent :halo:
passy ki bachi!!!!!!!! bhagti passy ki taang pakar kar ussay marnae wala icon
nes: ab aap ko kis nai kya kaha hai!
lekin bannay ki zaroorat nahi hai. doctors innocent nahi hotay
Destineeeeeee…
..na maaro mujheyyyyy…aaj tau bemaar hun..maaf kar dooooo…oey emrey Nescio bhaiiii…bachaao mujhey iss seeeeee…![]()
docotrs innocent nahi hote
to phir kia hote hain…aap ki kia zaati dushmani hai doctors ke saath ![]()
![]()
mein bachaoon..
…meri baat chalti to mein bhi saath mein shoroo ho jaata maarne
…j/k
ok, destinee, let her go,bechaari bimaar hai aur uper se roza rakha huwa hai
@passy
hai bass.. i dont like doctors… aap ko bhi doctor hi banna hai
. ghar main pehlay kam hain…
but sigh my best frnd is a doc too, well about to be one.. ![]()
yaar tumharay bhagnay aur meray pakarnay say mujhe woh mahawra yaad aa gya bhagtay chor ki langoti ho sahi ![]()
hey how r u feeling now? ahme of course meray manray say pehlay ![]()
pehle kaafi the…to socha eik aur ho jaaey to koi harj nahi ![]()
lagta hai aap ki takdeer mein hi docs likhe hain ![]()
ask her how is she feeling NOT at this moment ![]()