ufffffff tobah…sarasar ilzaam…:halo:,…are kitne chakkar katoon is thread ke??? koi ho to idhar bhi baat karoon…aap log pata nahi kab kis waqt yahaan aate hain
Ufffff…………Destinee: at that time I went away but yahaan GS ka koi rule hai ke icon 20 mins extra ‘on-line’ rehta hai………..therefore u thought I was still on-line whereas actually I had left GS and msn………….
aray… jalti hai meri jooti. mai kyoun jalnae lagi bhala. agar jalti to mujhe pata na chalta!!
ahem
let me rephrase it: khanu can i pull your bones…
or you’ll have to make us believe that he’s got “cheeks”
hmm, akalmand hoti ja rahi ho… passy kay baal kheench kar… haath paao bandh kar,… pankhay kay saath ulta latka kar… cchittar marnae wala icon
ha’… pehlay apnay aap ko to sambhalna seekhain phir doosron say nibtiye ga…
jin main himmat hoti hai wohi agay atay hain!!
talking about takkar with you:… hmm reminds me of that day when karachi main shiddat say tez hawa chal rahi thi aur aap khambay kay saath chipak gaye thay, for your safety!.. agar hawa yeh kaam dikha sakti hai to destinee kyoun nahi!!
chunni muni to chounti bhi hoti hai, lekin haathi ka kaam kharab kar deti hai
kisi ko cchota samajh kar seena na taan kar kharay ho jaya karain, dushman ko kabhi kamzor nahi samajhna chahiye!!! :-p
Nescio: i know you werent here… no need to clearify!