Re: ~ K337 ~
tusi vi
![]()
Re: ~ K337 ~
tusi vi
![]()
Re: ~ K337 ~
miaN itna sara makhaan zaya kar diyaa…
agar kuch chahiyey tha to waisy hi maang laity ![]()
Re: ~ K337 ~
uper hamar elaaan parha nahi
**
Tareef main do ilfaaz na bole to haath kat diye jain ge:naraz:**
Re: ~ K337 ~
^ hain ![]()
i dint read the whole thread… but do u mean to say that if we click on this thread we have to praise you ![]()
aur jo jhoot bolnay say gunah ho ga uss ka hisaab kon day ga ![]()
Re: ~ K337 ~
Ghustakni nahi chale gi
aur woh jo jhoot na bolnay paar haaath katwa diye jainge os ka socha hai ![]()
Re: ~ K337 ~
aji momin har taqleef uthaa saktaa hai laiken jhoot nahin boltaa ![]()
Re: ~ K337 ~
aap momin ka matlab bhi jantay hain
sher kehtay hue 100 jhoot to keh dete hoon ge na:naraz:
Re: ~ K337 ~
![]()
aji aap to aisy gussay ho rahi hain jaisy aap ko shairon par tax dainaa parta ho
Re: ~ K337 ~
aray shair boltay hi hain to saray chup ho jate hain
kyun keh kisi ko samjh hi nahi ata keh baat kya kar rahe hain:o
hum sharirron ke khilaam ek jaloos nikalay gai:snooty:
Re: ~ K337 ~
matlab agar aap ko nahin aati to kisi ko bhi nahin aati… hadd hai khush fehmi ki ![]()
Re: ~ K337 ~
is ka matlab yeh nahi keh humein nahi aat to kisi ko nahi aa sakti
baat yeh hai keh insaan seedhi tarha baat nahi kar sakta kya
har cheez main twist paida karna zaroori hai:naraz:
Re: ~ K337 ~
konsi twist ![]()
waisy baat main twist kaisy daity hain… aap baton ko pakar bhi sakti hain kaya ![]()
Re: ~ K337 ~
haan jaisay hum ne shairoon ki pakri
hamari akal kam honay ki ek wajah shairi hai:naraz:
Re: ~ K337 ~
wo kaisy? ![]()
aap ko to siray say shairi ki samajh hi nahin aati
Re: ~ K337 ~
yeh tab hua jab hum ne shairi samjhnay ki koshish ki:(
Re: ~ K337 ~
^ khudaa ganjay ko kabhi nakhun naan day ![]()
translation(so u dont ask me later): may God never bestow a bald person with long nails ![]()
Re: ~ K337 ~
yeh samjh aa gai keh aap farma rahe hain ke ganjoo ko bhi juain parh sakti hain ![]()
Re: ~ K337 ~
khaak samajh aai aap ko.
wot it means is if a bald person has long nails he’ll scratch his brains out ![]()
Re: ~ K337 ~
hum jitna pretend kartay hain hum utnay bewakoof nahi:naraz:
Re: ~ K337 ~
^ aap ka matlab hai aap uss say thoray zayada hain ![]()
![]()