Jis insan ko jhoot bolnay ki bhi tameez naheen, us insan say sach baat ki tawaqaoo rakhna fazool hay.
Waisay bhee pe pe pe walay jialay to hoongay magar hakoomat karna inkay bass ki baat naheen.
sadar aur wazir e azam ka hall saree dunya kay samnay hay kaisa kaisa chand charaya hua hay in loogon nay.
CJ babar awan? Khuda pakistan ki hifazat karay in choroon aur mawalion say.
Aur pakistani awam ko aqal day keh agli bar intikhab main apnay asli rahbar ko apna voot daenay kay liay istemaal kar sakeen