Just Wana Say

Re: Just Wana Say

tenu wi kuch kuch howe ga :smiley:

Re: Just Wana Say

menu kuj v nai howay da :smiley:

Re: Just Wana Say

PS:- Salam Kesay ho app DM

Re: Just Wana Say

hmmmmmm acha theek hay nahi batati waisay is warna kay baad to baat complete karo na aap cuz mujhey adhuri batain samajh may nahi atin:p

Re: Just Wana Say

aap ko samjanay ka b koi faieda nahi hay akhir ko aap hamari behna hian :D

PS:- salam
kesi hain aap

Re: Just Wana Say

oo te wakht hi batawega :wink:

w.salaam me fine shine n u

Re: Just Wana Say

haha
wassalam may theek thak aur aap aur han aap meray thread may ao na plz may wahan kab say wait kar rahi hoon koi reply hi nahi kar raha aur dm bhai aap bhi ao plzzzzzzzzzz

Re: Just Wana Say

w.salaam me fine shine n u( waisay IS bhai haal aap nay kis ka poocha tha cuz jawab may nay bhi day dia aur dm bhai nay bhi:p) hahaha

Re: Just Wana Say

waqai wo to waqat he bataiay ga :smiley:
jitay rahien khush rahien
mien b theek thaak hoon ALLAH ka sukar hay

Re: Just Wana Say

**Walikam salam **
**jiti rahien khush rahien **
**koon say thread mein coz bad time walay thread mein main nay reply kiya to hay **

Re: Just Wana Say

Ik dafa phir jiti rahien khush rahien
sab ka haal pocha hay mein nay :smiley:

Re: Just Wana Say

han han may doosray thread ka keh rahi hoon interesting questions walay thread ka cuz may baychani say aik question kay answeer ka intizaar kar rahi hoon takay agla question karoon shaid aap theek jawab day do

Re: Just Wana Say

bhi mein bohat nalieq hoon mein nay kabi teacher kay question ka answer nahi diya to aap kay question ka kesay day sakta hoon :blush:

Re: Just Wana Say

nahi na sahi batao aap kay aap nay kis ka poocha tha haal asal may?

Re: Just Wana Say

aap dono say pocha tha dadi ama :smack:

Re: Just Wana Say

haha toba dadi amma say itni badtameezi say baat kartay hain kia?:p

Re: Just Wana Say

jesi dadi ama ho gee wesay he baat karoon ga na :snooty:

Re: Just Wana Say

hahahaha lekin dadi amman to itni inoncent ha badtameez to nahi hay:snooty:

Re: Just Wana Say

**haaaaaaaaaaan ji mujay achi terha pata hay kay dadi ama kitni innocent hay **
**wesay ab to saray innocent b is innocent dadi ama say panah mangtay hein **
ayr wo sab is innocent dadi ama kay kheelaf ik application lay kay shaitan kay paas giay thay pata hay phir shaitan nay b un ke madad karnay say inkaar kar diya :stuck_out_tongue:

Re: Just Wana Say

bilkul janab abhi jo khabar aap nay parhi yeh aik jhooti bakwas khabar thi jo kay aap ko pata hay kay aisay akhbaron may chapti rehti hain:p