Re: Just Urdu!
**shukran shukran…ab maiN tumko ek tarz-e-taHreer shikast dast kashiid] dikhaataa huN…aajkal ke zamaane ke log to paRh bhii nahiiN sakte…maiN is liye paRh letaa huN kiuN k mere vaalid hamesha apne haath se mujhe Khat likhaa karte the jo aisii hii taHreer huaa kartii thii ![]()
**
Mir Taqi Mir kii dast-kasheed
Restored attachments:

