Rules kaa ![]()
Re: Just imagine for a moment …
Me nay aj tak kabhi rules nahi parrhay ![]()
![]()
Common sense is the most profound rule I believe in.
Re: Just imagine for a moment …
or main Start kernay ka Soch rahee hoon chai
or main Start kernay ka Soch rahee hoon chai
The show must go on rozay maiN chai coffee say perhez kartaa smiley
ab humein sharminda mat keejiye:snooty:
Hum awam main ziada ana pasand nahi kartay
App ko kaid main daal saktay hain:o
![]()
yani roz dawat-e-khaas hua kare ge?
kya aap jalad hain?
:aq:aap janti hain hamari barabari kis say kar rahe hain:snooty:
The first flooder-e-azam in the history of GS … jiss say uss waqt kee director naY special PM kar kaY flooding naa karnaY kee request kee thee ![]()
aur humein yeh sharaf hasil hai ke humein flooding ke dar say do bar kaid main dala gea aur hamaray hukook cheen liye gae ![]()
huh.. sirf dau baar…?
Masha Allah Khaaksaar ko baaqaaida 7 baar daalaa gayaa hai qed maiN… Alhamdo Lillah
yahaaN kuch haiN jin ko itni ghaTiyaa zabaan istemaal karnaY par bhee 4 din kee qed mili aur hammaiN 6, 6 maheenaY tukk intezaar-e-yaaraan-e-cafe karna paRaa…
abb tau naa woh cafe hai, naa woh maahol… sub kuch tabaah-o-barbaad aur neest-o-naabood kar diyaa gayaa…
ek to khush fehmi aur dosra sach sehat ke liye moze chezein hain:aq:
har cheez ke barbaad hone main apni bhi kuch ghalityaan shamil hotien hain janab:hmmm:
Re: Just imagine for a moment …
naa post karnaa shaayad baRi ghalati hai ![]()
dostoon ko tanha chor dena bari ghalti hai:snooty:
Re: Just imagine for a moment …
dostoN ko raah dikhaanaa aik naiki hai… agar dost hee naik raah par naa chalaiN tau unn kay saath ghalat raastaY par naheeN chalaa jaa saktaa ![]()