hum GupShup ke baadshah hai hamaray liye Alview, cafe ya kaheen aur post karna aisa hai jaisay hum ek shehar say doosray shehar doorah karein:shikra:
yeh to wohi baat ho gai ke kya hum badshah rahein ge ke nahi:aq:
yeh saltanat bhi hamari hai, aap hi shayed nawakif hain hum say
aap ko kya lagta hai janab?
Hum itna dhoka kha chuke hain keh ab etebaar karnay say dar lagta hai..lekin kaneezein aur hum aisay hain jaisay ek hi darbay ki do murgiyan:shikra:
jee bilkul
wo hum say jalaein ge.
hamaray yahan anay say sari larkiyoon ke tuwaja humein miltein hai:shikra: