Re: just for my love aisha
shayan bhaaaaaaaaaaaaaiii aap jis ko bhi dhoond rahe hain, zaroor dhoondey lekin aap ko nahi pata ke yahan per kayin sari aisha hain, aur aap ki waja se koi bhi galat fehmi main parh sakta hai
already he koi muj se yeh keh chuka hai ke woh aisha main hon
tu plz app jaldi se unhe dhoond lain aur yeh confirm ker dain ke woh kaun hai