Per ye sare dos and don'ts to ghareeb aadmi hum aap se ziada follow karta hai jo pahadon main apna ghar bar bivi bache Allah ke aasre pe chor ke samandar ke paas rozi kamane aata hai.. lekin phir bhi mara jata hai
aap kis terha ye keh sakte hain k ye zaida follow karta hay aaj kal ka ghareeb aaadmi
kaya jo sarko pe bheek maanag raha hay jhoot bhol bhol k wo ghareeb nai hay ar roz ba roz is main izafa hota chala ja raha hay
kher ye ik la hasil behs hay is laiye dosro pe ungli uthane se pehle bande ko apna aap theak karna chiye
ye besh lahasil hay k kon kesa hay coz ye bande ar ALLAH ka muamla hay
aap kis terha ye keh sakte hain k ye zaida follow karta hay aaj kal ka ghareeb aaadmi
kaya jo sarko pe bheek maanag raha hay jhoot bhol bhol k wo ghareeb nai hay ar roz ba roz is main izafa hota chala ja raha hay
kher ye ik la hasil behs hay is laiye dosro pe ungli uthane se pehle bande ko apna aap theak karna chiye
ye besh lahasil hay k kon kesa hay coz ye bande ar insaan ka muamla hay is laiye mai
Woh to main hamaisha karta hoon :halo:
aab apnay munh mian mithu kia banoon main
aap key pahli baat main maan laita hoon
leekan Hakim-e-waqat kay zulam ko zulam kahna aur uss par tanqeed karna bhi Jihaad hay :cobra: aur yah baat aap ko bhi maloom ho gi Jihad sief larnay maray ka naam naheen hain iss key thi iqsaam hain !