Re: Jungla Bus In Peshawar
idher daikh lain haram hey jo kisi aik inqilabi ney tareef kar di ho aor aab kis munh sey peshawar metro key tareef karein giey leekin karein giey aor angrizi mein 4 4 paragraph likh kar karein giey bama jama tafreeq key :cobra: