agar sarkaar chaah le aur police ko saKhtii se 'amal dar-aamad karne ke aHkaamaat jaarii kar diye jaayeN to majaal hai k bus kii dedicated lane meN koii makkhii bhii par maar sake. hai na?
aap sar na peeTeN…sar IK kii opposition meN aapke bahot kaam aataa hai…sambhaal ke, kahiiN jhaTka na lag jaaye aur andar kaa maal Taal hil ke rah jaaye.