Ulma don’t like to address any thought process ju Islam yeh paish kerty hain na sirf ahadees ke hwaley de ker os ko challenge kero tu kehty hain dimagh use mat kero jaisa ke Khuda Ke Liey main woh manhoos molvi kehta hai ke kal koi zaheen Isai tumhin mutasir er de ga tu kiya tum isai hu jao gey??? Bhai se milna band ker do achey bhaley bachey ko berbad ker diya.
Ab duniya kahan se kahan nikal rahi hai any positive change they must have objection for that. In ki asal aseel tu khatam hoti hai SEX per bas yeh kehty hain control kero os ko aur teen ya char tak mehdood rakhu le dai ke bunyadi issue a jata hai SEX and be panah bachon ki line nothing else:D
TV, Radio hawai jahaz her new chees yeh use kerty hain phir huliya alaman alhafeez aisa banaey per kion zor daity hain:aq: Mian woh zaman aur tha tab aur koi paisha/profession nahi tha siwaey Jihad aur bachey paida kerny ke tu zara larai jhagrey se mehfoz kerny ko in ko Ibadat-e-ilahi main masroof rehny ki salah di gai ab zaman badal giya latadad paishey mariz-e-wujood main a giey ju insaniyat ki bhalai ke liey hain tu why shouldn’t we accept the change???
Aisi batin kerna ke bas duniya chor do as Allah Allah kero naik aur shreef logon ko duniya ke her compitition se nikal raha hai aur badkirdarlogagey arahy hain ju main samjhti hon sirf in Ualama ki wajah se hai na log inhin sunain na yeh hal hu:snooty: