Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
^^ bohat practice hay?
Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
lajawab >is key ley app ik kam kerain
koi chore shore daka shaka firing shiring kerain ..app ko police paker lay gee
phir woh app ko un ka massage center hota hay na un ka drwingroom wahan lay jain gay or aisa massage kerain gay k app ko dobara zaroorat nahi perey gee
kaisa?
Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
kaan mein ahistaa se boling
u hav just noooooooo idea ![]()
Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
mujhay andaaza hay
Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
![]()
Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
sac> nahi do hand alreday hain meray pass...app bacha ker rakho abhi
Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
![]()
yaani meray bhee bhaiee hain aik adad
Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
![]()
PG ko hands ka istemaal bhee aat aho ga
Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
Tashaddud aur massage main koi farq nahin maaloom aap ko? ![]()
Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
BB> hands hotay hee istimal key ley hain werna zung lug jaye ga
Lajwab > hatoon ki Speed or preshure ka ferq hota hay zyada to nahi hota?
Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
bhai achay hotay hein ![]()
Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
Aww ![]()
Thori si tor phor meri taraf se bhi ker lena ![]()
Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
Agreed upon… ![]()
Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
Umooman haathon kay saath woh kuch auzaar aur aalaat ka bhi istimaal kartay hain…![]()
Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
hotay hoon gay kissi kay ..per meray or rappy kay naheen:D
Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
^**Aakhir bhai kis kay hain **…![]()
Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
^^bus yeh Allah ka nizaam hay
achee behnon ko aisay hee bhain miltay hain..![]()
:nahnah:
Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
^Ji naheen .... aap ki soch ghalat hay ... jaisi bahan waisa bhai :p
Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
theek hay aap theek hee kehtay hon gay
jaisee behan waisay bhaiee
main koi achee insaan naheen ..abhee pitaiee lagate hoon..![]()
Re: Jub Zulm ki intyha ho jayee
^ Aagain na apni harkatoon per
.. phir kahti ho kah main achchi hoon *** P^K idher udher bacha’ao kay aalaat daikhing ***