Re: JONAID ( tanhai ka shor)
ALLAH ki rehmat bohat wasee hai bhai "" jo loog toba kartay hain aur phir kabhi toba toot jaati hai to woh kehtay hain k abb ALLAH maaf nahi kare ga to aur gunah kar lo yeh sabh se bara gunah hai jab bhi koi ghalti ho koi gunah ho to ALLAH se toba talab karni chahiye aur ALLAH maaf bhi kar daitay hain so ma brother aap aik baar dil se toba karain aur duniya ki baatoon main ne aayen aur naik amal kartay rahain ALLAH aap ko naik hidayat de Amin."
N kisi bhi mufti sahab ya Aalim se raabta karain InsshALLAH sabh theek ho jaaye ga ..meri kisi bata ka bura mat maniye ga cuz mujhe aap k baray main kuch bhi nahi pata phir bhi advice de di ...