Re: join me in welcoming her back ;-)
to phir phisaltay rahain .. hamain kiya.. ;)
hamm to waisay bhee jahaaz chalaatay hain .. dhai fit ki bulandi par parwaaz kartay huay seat belt baandh kar, hiyaan say huwaan, aur huwaan say hiyaan aatay jaatay rahtay hain :whistling