Aik Nazm,
Khizaan Ka Mausam Guzar Raha Hai Hawa Bhi Nohay Suna Rahi Hai Ye Sookhay Pattay Bikhar Rahay Hain Tumhari Yaadain Bhi Aa Rahee Hain
Jo Dil Ko Meray Sata Rahee Hain..
(Ahmer)
**
Simply awesome ....... Khizaan kay mousum key buhat khoubsurat aakasi ..... keep it up Ahmar **