Re: Jo Baat Tujh Mein Hay, Teri Tasweer Mein Nahi...
Very Glad to Know... :)
Some part of TAJ MAHAL....
An ginaat logooN ne dunya maiN muhabbat ki hay
Kaun kehta hay ke sadiq nathay Jazbay unkay
Lekin Unkay liye Tasheer ka samaan naheeN
kiunke wo log bhi APnay hi tarhah Muflis thay
Ik Shehenshaah ne dolat ka sahara lekar
Hum GhareebooN ki muhabbat ka uRaya hay mazaaq.