Re: JIT , Mulzam , Nawaz Shareef Haziir ho #ملزم_نوازشریف_حاضرہو
oh Allah kay banday…post main pasted material saaf keh raha hay 2004 August main font use ho raha tha…
aur bracket main likha hay yeh bayan-e-halfi hay ju kay court mai jama kerwaya tha… ju kay Calbiri kay 2002 use kay mutaliq tha…
ab Allah karay app ko samajh aa jaye..