Re: JHUMKA JAAN
King khan ki movie hai… aur kia hai
Nizam ne us k saath nikkah kiya tha.. Gohar ki taran rang raliyan nahi manayi thin..
aur waise b JJ b to dancer hi thi na… aik dancer ko agar us ka mian dance karwa raha hai to kia hua… us ki to pehley hi koi izzat nahi thi
sacha pyar
.. agar itna hi sacha pyar tha.. to Gohar ne us se shaadi kyun nahi ki… apne ghar walon se baghawat kar k…
aur miz JJ ko agar itni hi mohabbat thi.. to nizam se divorce le leni thi…
balke pehley to shadi hi nahi karna chaiye thi.. koi gun point pe to us se nikah nahi karwa raha tha na
anyways , end theek tha.. happy ending to waise b suit nahi karti