Re: *~~ *Jeetay Gaa Bhi Jeetay Gaa Pakistan Jeetay Gaa ~~
Thank U ![]()
waisay ap ko Pakistan Cricket Team ka bowling couch banna ho too Rainu Kaka say contact karain.. wo app ko bana dain gay
waisay Pakistan Women Cricket Team bhi hai
kal GEO par dekha rahay thay
aik larki Catch laitay laitay GIR GAYEEE
or main us ko dekh kar hasntay hanstay gir gaya ![]()